Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBappi Lahiri
HomeBappi Lahiri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sapnon ke shehar hum banaayenge ghar hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira sapnon ke shehar hum banaayenge ghar chaandi ka rang heere kaa roop ghar pe mere sone ki dhooooop kal tak jo tha hoga na kal dil ka mere sheesh mehal kho gayi roshni sapnon ke shehar hum banaayenge ghar ghar ko bana dar ko sajaa kis ke liye main hoon khada tum bekhabar main hoon magar tanha pada pathar ke ghar tu nahin kuchh nahin sapnon ke shehar hum banaayenge ghar kyun ho juda mujhse khafaa aajaao tum naa do sazaaaaa mausam hanse gulshan hanse ghar par mere aangan hanse ro rahaaa dil meraaa sapnon ke shehar hum banaayenge ghar pal bhar mein ye bana ye gira hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar ghum se bhara hoon main aur mujhe ghum na do phool maange the maine mujh ko haar na do sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar yaaden thi kitni hansi roye aasmaan roye zameen sehar ka hum kya karen yaar apna saath nahin sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar har dil mein zinda hai tu insaan nahin farishta hai tu gareebon ki hai jaan tu insaan par ehsaan tu sath mera chhod kar sath mera chhod kar chal diya tu kahan dil meraaaa tod kar dil mera tod kar
hey seedhi saadhi shehzaadi phoolon ki wo ladki wo ladki mere dil ki raani hai mili kaisi wo humen kya bole ji tumhen wo to meri kahaani hai wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo woo woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey mulakaaten do baatein sapnon ki wo raatein wo raatein sang katne lagin maine puchha shehzaadi karogi kya shaadi to dhime se hansne lagi wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey yeh iraade yeh waade dilon ki muraadein daddy se jo hum kehne chale bole paisa bhala hai ye pyaar bala hai mere ghar mein ye na chale wo hai hansi dilnashin aur hum hain jawaan hain jawaan hey hey hey woo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo wooo hey rishtedaari jo saari paise ki ho maari wo yaari humen to na chale ab chhota
ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo ho ho oo sholey sholey sholey sholey meri jawaani bole bole bole bole yahi kahaani jaane nahin yaar pyaar vyaar haye main mar jaawaan dole dole dole dole kaahe deewaani khole khole khole khole baaten puraani taane nahin maar baar baar uthake lai jawaan sholey sholey sholey sholey meri jawaani hum to bhole bhale the dilwaale matwaale the toone kaali zulfon mein kaale bichchhu paale the rabba main rabba main ki karaan dil se tum bhi kaale the humko dasne waale the mera dil fansaane ko kya kya daane daale the rabba main rabba main ki karaan baaton se kasti hai aankhon se dasti hai upar se hansti hai sholey sholey sholey sholey meri jawaani bole bole bole bole yahi kahaani jaane nahin yaar pyaar vyaar haye main mar jawaan dole dole dole dole kaahe deewaani aa haa aa aa haa haa laa la la laa laaa la garmi ke mahine mein thandi saansen bharti hai ab jaana ye afsaana ladki mujhpe marti hai rabba main rabba
shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna roop ka saagar teri jawaani aankhen teri pyaar ka jharna shuru hui pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna haathon mein tere dilbar jaani meri kismat ka sanwarna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna tan bekaraar man bekaraar aur paas aane do mil gaya saath mil gaye haath roohen bhi mil jaane do tan bekaraar man bekaraar aur paas aane do mil gaya saath mil gaye haath roohen bhi mil jaane do din aur raat ek hi baat chhodo mujhe jaane do shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna roop ka saagar teri jawaani aankhen teri pyaar ka jharna shuru huyi pyaar ki kahaani kabhi khatam na karna meri nazron mein jo na samaaye husn tu itna laayi donon jahaan ki daulat jaise baahon mein meri aayi meri nazron mein jo na samaaye husn tu itna laayi donon jahaan ki daulat jaise baahon mein meri aayi tu jo mila aise laga mil gayi mujhko khudayi shuru huyi pyaar ki
kanhaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa o re kanhaa shyam rang ranga re har pal mera re shyam rang ranga re har pal mera re mera matwaala hai mann madhuban tera re shyam rang ranga re har pal mera re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re jis ke rang mein rangi wo meera rangi thi raadha re maine bhi us mann mohan se bandhan baandha re hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye meri saanson ke ye phool khilen hain tere hi liye jeevan hai pooja ki thaali naina hain diye hoo ooo ooo shyam rang ranga re har pal mera re nahin chein pade nahin chein pade dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade mohe kaahe chhale haan haan dekhe bina tohe kanha din beete na rein dhale chein pade kanhaaaaaaaaa kanhaaaaaaaaa sune jamuna ke tatt sune saare panghat aa jaa re wo krishana kanheiya sune jamuna ke tatt sune saare panghat
sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa sochna kya jo bhi hoga dekha jayega jo ho na hoga hoga wohi soch ke tu kya payegaa sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa saath hain hum sab isse badi kya khushi saath hain hum sab isse badi kya khushi thoda muskurao thoda gungunao isi ka hai naam zindagii saath hain hum sab isse badi kya khushi koi na jaane kab aa jaaye ghadi bichhad jane kii sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj ko na khona aaj ye na kal aayegaa wo hai insaan haste gaate jo jiye wo hai insaan haste gaate jo jiye zindagi salamat pyaar ki hai nemat aur hamein kya chahiyee wo hai insaan haste gaate jo jiye sehra mein chaman patjhad mein bahar hoti hai us ke liyee sochna kya jo bhi hoga dekha jayega sochna kya jo bhi hoga dekha jayega kal ke liye aaj
sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa loon sooni sej saja doon neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai neend ka jhonka aaya hai kisne tujhe daraaya hai aaj ki raat piya tujhpe meri zulfon ka saaya hai iss saaye mein jo bhi aaye main usko dhamka doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sooni sej saja doon maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana maati aag pawan paani inse ye sansaar bana par jaane kis cheez se raaja ye aurat ka pyaar bana main shabnam hoon par main chhuke shola tujhe bana doon sooni sej saja doon aa main tujhe sula doon apni nindiya ko main tere nainon mein basa doon sej saja doon raah taki in raaton ki jaane kitni raaton se kaash utha dete tum mera ghunghat apne haathon se raah taki in raaton
sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam hai uljhane hain yahaan aa gaye tum kahaan samjho ishara humaara zamaana bura ho parde ki baat ko parde mein rehne do aise mein dil vil ki baaten sunaana bura hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa sabke do chehrehain raaz e dil gehre hain pehre bichhe hain nazar ke yahaan se wahaan ho mehfil mein har koi hosh mein hai abhi manzil ka aise mein kaise milega nishaan hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa haathon mein jaam le aankhon se kaam le aise mein dhokha na khana mere dilruba ho dekho dil se nikal hai yahin ek pal mauka dobaara to aata nahin ba khuda hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam
Sunte Sunte Yeh
tak dhum tak dhum tak dhum tak dhum ooooo saila saila aaya more man bhaya mere liye pyaar laaya re saila aaya more man bhaya mere liye pyaar laaya re umang naache sang sang ang naache re tarang naache jal mein dekho rang naache re sayili aayi aise muskaayi mann mein mridang baaje re umang nache sang sang ang nache re tarang naache jal mein dekho rang naache re dil ne kaha wahi suna tujhko chuna sajnaaaa nayi nayi heer hai tu main hoon tera raanjhna dil ne kaha wahi suna tujhko chuna sajnaaaa nayi nayi heer hai tu main hoon tera raanjhna ghume tere aas paas mera ye jiya ho pyaar ki paayal se tune baandh liya sayili aayi aise muskaayi mann mein mridang baaje re umang naache sang sang ang naache re tarang naache jal mein dekho rang naache re doobi rahun khoyi rahun tere hi sapnon mein gair bhi to apna bane jaadu wo nainon mein hoo doobi rahun khoyi rahun tere hi sapnon mein gair bhi to apna bane jaadu wo nainon mein dil mein basi teri hansi tera kaajal zindgi se
la la la la la laaa la la la la la la la la la la la la laaa la la la la la laaaa chalta hai do dilon ka kaise sansaar pyaar se aata hai premiyon ko kis tarah qaraar pyaar se jeevan mein aati hai kaise bahaar pyaar se pyaar se pyaar se pyaar se takatu taka tayi taka tayi takatu taka tayi taka tayi pyaar ki pehli raat aayi pyaar ki pehli raat aayi zehar bhi ban jaata hai amrit pyaar se agar piya jaaye haan kaante bhi ban jaate hain kaliyaan pyaar se agar jiya jaaye zehar bhi ban jaata hai amrit pyaar se agar piya jaaye haan kaante bhi ban jaate hain kaliyaan pyaar se agar jiya jaaye khilte hain do dilon ke kaise gulzaar pyaar se haan takatu taka tayi taka tayi takatu taka tayi taka tayi pyaar ki pehli raat aayi pyaar ki pehli raat aayi maut use kaise dhundh paaye jo gesuon mein tere kho jaaye aag dil ki bujhti hai tab jab madhur milan ho jaaye maut use kaise dhundh paaye jo gesuon mein tere kho jaaye ha ha ha ha ha aag dil ki bujhti hai tab jab madhur milan ho jaaye
hey taki ho taki ho taki taki taki re jabse tu aankhon mein jhanki taki ho taki ho taki taki taki re jabse main aankhon mein jhanki are aapas mein takadhin takadhin ho gaya ab kya reh gaya baki ho ho taki ho taki ho taki taki taki re jabse main aankhon mein jhanki aapas mein takadhin takadhin ho gaya ab kya reh gaya baki ho ho taki ho taki ho taki taki taki re jabse main aankhon mein jhanki kaisi yeh lagan hai hoy kaisi yeh agan hai hoy milke man bhare nahin kaisa yeh milan hai khila khila badan hai haa gaalon mein chaman hai haa naye naye pyaar ki nainon mein kiran hai kaisi yeh lagan hai hoy hoy kaisi yeh agan hai hoy hoy milke man bhare nahin kaisa yeh milan hai khila khila badan hai ho gaalon mein chaman hai ho naye naye pyaar ki nainon mein kiran hai aapas mein takadhin takadhin ho gaya abb kya reh gaya baki hey taki ho taki ho taki taki taki re jabse tu aankhon mein jhanki haye re taki ho taki ho taki taki taki re jabse main aankhon mein jhanki aapas mein
tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye tamasha ban ke aaye hain tamasha dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise naye is daur mein logon ne seekhe hain hunar kaise bana de aadmi ko aadmi ab janwar kaise hamen kaise nachata hai ye paisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele laga ke jaan ki baazi jo har pal maut se khele wo ye kartab dikhane ko yahan kya kya sitam jhele sitam ka hai ye karobaar kaisa dekhiye karishma ye kabhi dekha na hoga dekhiye mehrbanon kadardanon mehrbanon kadardanon kahawat bezubanon ki nigahon mein utar aayi humen dar hai tamasha khud na ban jaye tamashayi badal jaye kahan inka iraada dekhiye karishma ye kabhi dekha na
heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah haa hey duniyan mein wo khushnaseeb yaar koyi jiske kareeb pyaar yahaan sabse ameer baaki yahaan sab gareeb pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi ho pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah jis par ye chhaya nasha wo hosh mein aa gaya jannat usse mil gayi jo dil tujhe paa gaya jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi ho jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah dooba jo dil pyaar mein wo doob ke tar gaya
telusaa telusaa aa aa telusa telusa ninne preminchanani manasa vaacha ninne poojinchanani telusa telusa ninne preminchanani manasa vaacha ninne poojinchanani prati roju neekosam thapinchanani priyamara nee pere japinchanani anunityam nee sevalu taristhanani telusaa telusa telusa ninne preminchanani manasa vaacha ninne poojinchanani aa aa aaa naa kanu paapala veluge neevani norara nijam cheppani naa cheli kaapala nenautanani lokaniki vinnavinchani tholi tholi mana parichayam tholakarila vundani theliyani ee paravasam thika maka peduthondani ye panilo nenunna gurthosthuntavani telusaa telusa telusa ninne preminchanani manasa vaacha ninne poojinchanani aaa aaa aa megham neevani varsham nenani nuvu karaganide nenu lenani galivi nuvvani chette nenani thala voope prameenadanee oohalake andani anubhoothe premani oopiriga maarina anubandham premani adugaduguna nee aduguku nadukai vuntanani telusa telusa ninne preminchanani manasa vaacha ninne poojinchanani prati roju
teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa jaane kahaan ki reet hai ye koi kare aur koi bhare nyaay nahin anyaay hai ye doshi jiye nirdosh mare sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa toone andhere de ke isse chheen li nainon ki muskaan saanjh savere raat aur din isske liye ek samaan sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa tere chalan ki aandhi ne dekh le kitne ghar loote bikhar gaye rishte naate jeewan ke saathi chhoote sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan
thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein mere liye hai tu anjaani tere liye hoon main begaana anjaane ne begaane ka dard bhala kaise pehchaana jo iss duniyaan ne naa jaana thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein sab phoolon ke hai deewane kaanton se dil kaun lagaaye bholi sajani main hoon kaanta kyun apna aanchal uljhaye rabb tujhko kaanton se bachaaye thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein tum hi bataao kaise basegi dil ke armaanon ki basti khaab adhure reh jaayenge mit jaayegi inn ki hasti chalti hai kya reit pe kashti thehre huye paani mein kankar na maar saanwari mann mein halchul si mach jaayegi baanwari hoo thehre huye paani mein kankar na
humari iss nazaakat ko qayaamat se na kam samjho humen aye chaahne waalon naa mitti ka sanam samjho thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai heere moti jadte hain thoda sona lagta hai aisa gora badan tab banta hai thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai heere moti jadte hain thoda sona lagta hai aisa gora badan tab banta hai thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai hoooooo ooooo oooo oooo oooo dil ko pyaar ka rog laga ke zakm banaane padte hai khoon e jigar se armaanon ke phool khilaane padte hain dil ko pyaar ka rog laga ke zakm banaane padte hai khoon e jigar se armaanon ke phool khilaane padte hain dard hazaaron uthte hain kitne kaante chubhte hain kaliyon ka chaman tab bantaa hai thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai heere moti jadte hain thoda sona lagta hai aisa gora badan tab banta hai thoda resham lagta hai thoda sheesha lagta hai hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hans ke do
hey raani priyaani preetani prorlopaani turu turu turu hey triya triya priya priya shikoru naukuru kuru kuru kuru heyi kashumbom mukumbom briyaamyeeeeeeee thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai o juile o sheela o raanon jamaalo koi humko roko koi to sambhalo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai o juile o sheela o raanon jamaalo koi humko roko koi to sambhalo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai main bhi jaanu peena to buri baat hai kaise na peeyun pyaasi ye raat hai main bhi jaanu peena to buri baat hai kaise na peeyun pyaasi ye raat hai upar se haseenon ka hasin saath hai o juile o sheela o raanon jamaalo humen gori gori baahon mein utha lo kahin hum gir na pade thodi si jo pee li hai chori to nahin ki hai mera hai zamaane se alag raastaa mujhe bhala duniyaan se kya waastaa mera hai zamaane se alag raastaa mujhe bhala duniyaan se kya waastaa humse khafaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sapnon Ke Shehar Ahsaas (1979) 07:38 18495
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Yunus Parvez, Deena, Rakesh Bedi, Kajal Kiran
Duration : 07:38   Song Number : 18495   

Sath Mera Chhod Kar Pyaas (1982) 05:43 12435
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Shiv Kumar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh, Tanuja
Duration : 05:43   Song Number : 12435   

Seedhi Sadhi Shehzadi Aap Ki Khatir (1977) 05:01 15617
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Shaily Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:01   Song Number : 15617   

Sholey Sholey Locket (1986) 06:50 40236
 
Poster of Locket (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:50   Song Number : 40236   

Shuru Huyi Pyaar Ki Kahaani Adhikar (1986) 05:17 39443
 
Poster of Adhikar (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:17   Song Number : 39443   

Shyam Rang Ranga Re Apne Paraye (1980) 05:48 12277
 
Poster of Apne Paraye (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 05:48   Song Number : 12277   

Sochna Kya Ghayal (1990) 04:27 18724
 
Poster of Ghayal (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Meenakshi Seshadri
Duration : 04:27   Song Number : 18724   

Sooni Sej Saja Doon Jyoti (1981) 05:50 15452
 
Poster of Jyoti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 15452   

Sultana Mera Naam Hai Sangram (1976) 06:26 19300
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:26   Song Number : 19300   

Sunte Sunte Ye Patita (1980) 05:16 39727
 
Poster of Patita (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand
Duration : 05:16   Song Number : 39727   

Tak Dhum Tak Dhum Naya Kadam (1984) 06:01 40328
 
Poster of Naya Kadam (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Padmini Kolhapure
Duration : 06:01   Song Number : 40328   

Takatu Taka Tai Singhasan (1986) 05:50 40091
 
Poster of Singhasan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jaya Prada
Duration : 05:50   Song Number : 40091   

Taki Ho Taki Himmatwala (1983) 05:09 32833
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Shri Devi
Duration : 05:09   Song Number : 32833   

Tamasha Ban Ke Aaye Hain Adventures Of Tarzan (1985) 06:48 35901
 
Poster of Adventures Of Tarzan (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Uttara Kelkar
On Screen Actors- 
Hemant Birje, Kimi Katkar
Duration : 06:48   Song Number : 35901   

Taqdeer Ka Badshah Taqdeer Ka Badshah (1982) 07:39 40426
 
Poster of Taqdeer Ka Badshah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:39   Song Number : 40426   

Telusaa Telusaa State Rowdy (1989) 04:18 10352
 
Poster of State Rowdy (1989)
 
Category
Telugu
Year- 
1989
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 04:18   Song Number : 10352   

Teri Chhoti Si Ek Bhool Shikshaa (1979) 04:47 14248
 
Poster of Shikshaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 04:47   Song Number : 14248   

Thehre Huye Paani Mein Dalaal (1993) 05:13 18766
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:13   Song Number : 18766   

Thoda Resham Lagta Hai (Kaliyon Ka Chaman) Jyoti (1969) 06:21 20739
 
Poster of Jyoti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 06:21   Song Number : 20739   

Thodi Si Jo Pee Li Hai Namak Halaal (1982) 06:52 13832
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Om Prakash
Duration : 06:52   Song Number : 13832   
Karaoke Songs of Bappi Lahiri, Sad Songs of Bappi Lahiri, Love Songs of Bappi Lahiri, Dance Songs of Bappi Lahiri, Hip-hop songs of Bappi Lahiri, Best songs of Bappi Lahiri, Super hit songs of Bappi Lahiri, hit songs of Bappi Lahiri, duet songs of Bappi Lahiri, solo songs of Bappi Lahiri, old songs of Bappi Lahiri, famous songs of Bappi Lahiri, Hindi Karaoke Songs of Bappi Lahiri, Hindi Sad Songs of Bappi Lahiri, Hindi Love Songs of Bappi Lahiri, Hindi Dance Songs of Bappi Lahiri, Hindi Hip-hop songs of Bappi Lahiri, best Hindi songs of Bappi Lahiri, super hit Hindi songs of Bappi Lahiri, hit Hindi songs of Bappi Lahiri, duet Hindi songs of Bappi Lahiri, solo Hindi songs of Bappi Lahiri, old Hindi songs of Bappi Lahiri, famous Hindi songs of Bappi Lahiri, Sing Along Songs of Bappi Lahiri, Sing Along Sad Songs of Bappi Lahiri, Sing Along Love Songs of Bappi Lahiri, Sing Along Dance Songs of Bappi Lahiri, Sing Along Hip-hop songs of Bappi Lahiri, Sing Along Best songs of Bappi Lahiri, Sing Along Super hit songs of Bappi Lahiri, Sing Along hit songs of Bappi Lahiri, Sing Along duet songs of Bappi Lahiri, Sing Along solo songs of Bappi Lahiri, Sing Along old songs of Bappi Lahiri, Sing Along famous songs of Bappi Lahiri